Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.


Salaam,
Please give me permission to say this wazeefa. Thank you
Jazak Allah.
Salaam, please mujhe ijazaat dena to read this wazeefa and the wazeefa for love marriage.
Jazak Allah
i only hv 2 read Surah-e-Ikhlas 150 times for 21 days???
@www
yes
plz give me permission (ijazat)..
@Bilal
@saqib Rehan
permitted
ijazat hai aur sir g yeh amal masjid main karna chaye ya ghar main
Salaam,
My comment is not posting please give my permission to do this wazeefa and the wazeefa on love marriage. Please.
Asalam-u-laikum,
Ijazat ka shukriya…aapsey poochna tha ke agar Jaayenamaz pe beithna zaroori hai ya nahin, iss Wazifa ke dauran.
Nikaah abhi hua nahin hai. Plz madad kar dein. Mujhey jald bata dein. Main bahut pareshan hoon.
Shukriya.
@Help
walaikum salam
jaynamaz per zarori ha
sir g aap plz mujhe ijazat dain k main monday se wazifa shuro karoun aur sir yeh wazifa ghar main kar sakta houn.
Ijazat hai?
Asalam o alykum mulana sahib
kia may ye wizifa kar sakta ho.
mujy ic ki ijazat hay?
@Salman
walaikum salam
ijazat ha