Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.


assalamualikum!
Sir plz mujhey is amal ki ijazat dey dein.
regards
assalamualikum
sir plz muhey is amal ki ijazat dey dein
salam
need permission for wazifa
thanks
@zzzzzzzzz
permitted
salam,molana sahb ap ny mujhy reply ni kiya ,plz mujhy batayain k main ya wazefa parh sakti hon ya ni,main ya chati hon k main jisy pasand karti hon os k parents mujhy bht pyar karain ,apni bate ki tarha pyar karain,main ya wazefa is liay he parhna chti hon .plzzz plz mujhy reply karain.ap ki bht mahrbani ho g.thank u.
ijazat hai
@waqas
yes
molana shab plzz mujhy is wazefy ki ijazat dy dain ,main ya wazefa bht asani sy parh sakti hon,plzzz ijazat dy dain,thank u.
thanxxx molana sb nd plz pray 4 meeeeeee
molana sahab plzz mujhy ijazat dy dain plzzz.main bht wait kar rahe hon.thank u.
I am seeking your permission for doing this wazifa. Please Allow me.
@A.K.
permitted
ijazat chaiye..! plz
@Sania (maliks…)
ijazat ha