Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.


Sir plz mujhey is amal ki ijazat dein. aur plz bata dein key kia is anay walay monday ko kar sakta hoon. ( nochandi key lehaz sey)
regards
@Rahim
ijazat ha
Aslamoalikoum plzz mgy b ijazaat dain….apki nawazish ho gi….
@Bilal
@Sakina
@Rahim
walaikum salam
ijazat ha
Assalamualaikum
yeh wazifa padne ki ijazth dijiye apki bhth meherbani hogi
Sir plz mujhey yeh wazifa karna ki ijazat dey dein aur kiya yeh is coming monday ko start ker sakta hoon is mein chand ki tariekh ka khayal rakhna zaroori hai kiya?
regards
man ye wazifa apnay pyar say shadi krnay k liye krna chahti hon. ta k wo mujh say shadi kr lay.please mujhe ye wazifa krnay ki ijazat dain..
@Bushra
@Luqman
ijazat ha
salam…
mujhe bhi yeh wazifa karna hai ap ki ijazat matloob hai plz..
plz mjhe hi ijazat de dein..
@Madiha
ijazat ha
A-O-A
IJAZAT DENGE WAZEEFEY KO KARNE KI.
@Sarfraj khan
w.s
ijazat ha
ap kb tk jwb dayge tel me plzzzz its urgnt
plz gve m prmssn
plz molana sahb mujhy jaldi reply karain,main ap k reply ka wait kar rahe hon.thank u.
@i need ur help
@ERum
@Robina
yes ijazat ha