Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.


ijazat chahiye………….
@H Khan
ijazat ha
Plz mujhe isko kerne ki ijaazat day dein. I want it for getting married to my beloved person.Thanks
@Princess
permitted
my cmmnt is not cmg ..i hv wrote so many tym..i want 2 read dis wazifa i want permission 4 dat..coz i want my love bck…
Asalaam o Alikum
please give me your permission…
@Moab
walaikum salam
ijazat ha
dear sir i want to start wazifa plz alow me m waiting
@Azhar
ijazat ha
asalam-o-alaikum plz mujhe ye wazifa karney ki ijazat dejiye…. jazak ALLAH
@Huma shah
walaikum salam
ijazat ha
salam,molana shab main ak larky ko bht pasand karti hon,or wo b mujhy bht pasand karty hain,lykin in k parents ni man rahy,molana sahb main ink parents sy bht pyar karti hon,kaya main ya wazefa parh sakti hon tk wo mujhy apni bate ki tarha pyar karain,or maray risty k liay man b jayain,or jb rista ay to maray parents b man jayain,plz mari help karain or jaldi reply karain.Allah apko bht khush rakhy.ameeen.thank u
@I need ur help (rahim)
ok ijazat ha ker lain
Plz meri muskil asan kigiye mein jissey pyar karti hun ab woh mujhse pyar nai karta uska dihan meri taraf se ath kar kisi or larki ki taraf ho gaya hai plz mujhe koi pyar ka wazifa bata digiye jissey phar kar uska dihan meri taraf laga rahay uske dil mein mere liye pyar baar jaye…..plz mujhe jawab zaroor digiye ga …..
@Aliza
@Sakeena
yes ijazat ha ker lain
Asalam-o-laikam, Do i have permission ise parne ke liye kyun ke main bahut musseebat main hoon ek saal se 🙁
kia ye parhne se meri pasand ki shadi ho jaygi? kia me jis se muhabbat karta hun wo mje as a wife mil jaygi? agr han to mje ijazat dijye mje mail ki jiye
@Abbas
ijazat ha