Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.


main apne husband k lie prh skti hoon??ijazat chaye???
@barbie
kar lain ijaazat ha aapko.
can i read this for my husband???need permission??
i need permision???4 my husband…
@doll
permitted.
mjhe yeh wazifa krny ki ijzat dain plzzzzzzzzzzz
@taiba khalid
Ijaazat ha aap ko.
main apni pasand ki shadi karna chahta houn larki be razi hai per us k maa baap kahin aur kr rahy hain plz kuch karain ya mujhy ijazat dain bht ehsan ho ga apka.
@Rizwan
Ijaazat ha aap ko.
ijazat dijiye aur dua b kren mere liye
@sobia
Ijaazat ha aap ko.ALLAH pak aap ko apny Maqsad main Kamyaab karin Ameen.
i want the permission i want to this to get married with him soon.
@Meera
permitted.
Ijazat dedain
@wafah
Ijaazat ha aap ko.
salam bhai, mujay ap ko apna masla bayan karna hai ta ke ap mje wazifa tajweez ker de, mje ijazat hai ke mai apna masla ap ko bayan karo
@Hania
Ijaazat ha aap ko.
ijazat hy main ye kar lon janab
@asif jan
Ijaazat ha aap ko.