Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.


kya main ya wazeefa kar lo?
pls ijazat day dain
permission day dain plzzzz
@silvereyes
permitted.
main yeh wazifa parna chatee hoon
@saima
perh lain ijaazat ha aapko.
main apne husband k lie ye wazifa prh lun???
@barbie
kar lain ijaazat ha aapko….
muje sure ikhlas 105 baar 21din tak padhne wala wazifa karne ki ijazat dijiye aur mere haq me duaa karein ki me apni muhabbat ko pa loon.
@Azam
kar lain ijaazat ha aapko.
Plz mjhe ijazat den or dua kren k mujhe mera pyaar mil jaye
Assalam O Aleikum mere liye dua kijiye or plz ijazat dejiye
@Noman
Ijaazat ha aap ko.ALLAH pak aap ko apny Maqsad main Kamyaab karin Ameen.
main kisi c shadi krna chahta hn laken halat bht khrab hen dushmni hey kisi had tak, laken main bht sanjeeda hun aur agr mera waha rishta ho jay to bht sary masail hal ho sakty hen, kia mujhy ye wazifa krny ki ijazat mil sakti hey?
@Atif Rehman
Ijaazat ha aap ko.
we both love each other. nd wana marry. can i av permission to do
@Waqas Ahmad
permitted.