Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.



salam, usk ghr walay ni maan rahay aur na woh khud try kr raha hai. Mn yeh wazifa kr loun? Permission dy dain plz.
@m (imkhiz)
kar sakti hain permitted
salam plz mujhay ejazt dain day.
@arzoo (queen_o)
ijaazat ha
slm ejazt plz
@arzoo (p.ofro
ijaazat ha aap ko
kar lien ijazat hai
@sana aftab
jee ijaazat ha aap ko
Mujhe poochna hay ke main yeh amal ker sakti hun secondly agar ikhthay 21 din na parh sakain due to periods tu
salam alayekum kya hum amal kal sakta hu.
@basit khan
kar lain ijaazat ha
asalamalikum plz mujhe yei pharne ki ijazat de dein …
@Arooj (aliza_p)
ijaazat ha
plz m ye amal shadi k liye krna chati ho
@kiran (kirann)
kar lain ijaazat ha
Assalam o Alaikum, Please permission day dain.
@Sabiha (saib)
permitted
plz mujy is ki ijazat di jay mein ye parna chahti hon.
@ samreen anwar
ijaazat ha