Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.


Assalam-alaikum
mai 5 saal se ek ladki ko pasand karta hun….wo bhi mujhe pasand karti hai.. 3 saal pehle (2009 me) uska rishta pakka ho gaya, mai ghabra gaya aur apne ghar me uske baare me bata diya, kuch din baad uska rishta cancel ho gaya, phi mere parents ne mere 2 friends ko bula ke baat ki aur mere dosto ne jaake uss ladki se keh diya ki mujhse contact na rakhe, usne mujhse kaha aap mehnat se kaam kariye baaki ALLAH maalik hai..maine uski baat maan li, lekin abhi kuch din pehle mujhe pata chala ki wo mujhse bohot naraz hai, pata nahi mere dosto ne usey kya-kya keh diya hai…..mai usey ab bhi bohot pasand karta hun, uski narazgi khatm ho jaye aur usse shadi karna chahta hun…kya mujhe ye wazifa karne ki ijazat hai??
@Aatif Idris Khan
ijaazat ha
me chahati hun ki jis ladke se me pyar karti hun vo mujh hamesha sacha pyar kare aur mujh se shadi kare.kya me ye wazifa padh sakti hun
@sumira (khanse)
kar lain ijaazat ha .
Please allow me for this wazeefa.. i want my love back.. she broke up with me yesterday..
@Ramiz (ramiz_a)
permitted.
ap muje ijazat dein gy yeh wazifa karnay k lea…aur ek baat aur kya mein yeh apni biwi k lea kar sakta hoon…
@unknowwn (imginat)
biwi kay liye aap “wazifa for love between husband” and wife kar lain .
http://ri2.roohaniijaz.com/rohani-wazifa-for-love-between-husband-and-wife/
plz mujhay permission dy dain. Plz
@s (im)
permitted
plzz muj zara batoo k ya kitna age ma ya wazifa keya jaya
ijazat dai dain
@alia (one_pe)
ijaazat ha
amal ke ijazat hai
@basit khan
ijaazat ha
mjhay jis larkay se pyar hai, main chahti hun woh bhi mjhay ussi tarah utna he sacha pyar karey. aur meri shadi ussi sey he ho. kya ma yeh wazeefa kar sakti hon?
@madiha (somad)
kar sakti hain ijaazat ha .
Permission day dain.
@Sabiha
permitted