Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.



plz mja ijazt da dijea….?
@afnan mir(afnanmir****@gmail.com)
Ijaazat ha
AsalamAlaikum,
Could you plz grant me permission for this wazifa lnshallah????
JAZAK ALLAH
@Alfiya(ALIFIYA_1****@YAHOO.COM)
permitted
Plz muje ye wazifa parhne ki ijazat day dain
@Sohail Ahmad(sohail_l*****@yahoo.com)
ijazat ha
A.O.A sir..sir mein yeh wazifa use krana chahte hon us k liay ap ki permission chey .. sir aik problem hai woh yeh kay mujhay un ki walida ka nam naheen maloom tou kia un ki walda ka nam lena zaroori hai at the end of wzifa..?
@kiran naz(kiran****@hotmail.com)
Ijaazat ha Mother name kia jagah “”hazrat amma hawa ” ka name lay sakti hain ..
Main achi niyaat se ye wazeefa apne perhna chahti hoon .. kya mujhe ijazat hai ?
mujhe ijazat chahe
sir ma ak larki sa bohat payr krta hun plz muje ijazat da dan plz sir thank u for ijazat
please give me permission please.
@moaz(moazza*****@hotmail.com)
you can do permitted
Salam
mene ye wasifa 2 din kiya,, par uske bad kisi wajah se muje chhodna pada.. Plz muje 2bara ye wasifa shuru karne ki permission de..
Sir plz kya muje sare wasife karne ki permission ek sath mil sakti h.. Plz reply
Assalamuaikum Ijaz Sahab ap kaise hen.Ijaz sahab muje is wazifa ki aur wazifa for marriage ki ijazat da den. Shukriya
@Abdul Haseeb(abdulhas****@hotmail.com)
Ijaazat ha