Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.


mujy ye wazifa kerna hai plz mujy ijazat den.
@faryal(faryal_sh****@yahoo.com)
Ijaazat ha kr sakti hain ..
sir i need permission!
and i dont know his mother name where as i know his father name so will that be enough?
@sara (u_idi****@yahoo.com)
Permitted … you can use “hazrat amma hawa” As mother name ..
sure ikhlas 105 bar parh ke barai hubbe hazri matloob parhne ki ijazat chahta hoon
@qari(hqab****@gmail.com)
Ijaazat ha
AsalamAlaikum,
Could you plz grant me permission for this wazifa lnshallah????
Jazak Allah
@Alfiya(ALIFIYA_****@YAHOO.COM)
Permitted
aamail sahib mein ksi lrki sy shadi krna chahta hu mery garh waly b agree hai kia mein ye wazifa kar sakta hu
@Muhammad Fiaz(fiaz1****@hotmail.com)
kar sakty hain Ijaazat ha
Assalam o alaikum admin..!!
kya main ye wazifa kar sakti hun? im not in contact with my beloved i wish ta marry and i want him to contact me and my family soon.
@FAREENA KHALID(dazzling_da****@yahoo.com)
permitted you can do..
Aslam-o-alikim.
is wazifay kaliye aap ki ijazat darkar hay.
Sohail from islamabad
@Sohail(sohailch****5@gmail.com)
Ijaazat ha
can you please give permission
@asfia(asfi****@gmail.com)
permitted
assalam u allaikum, sir g mujhe ijazat den taa k main yeh wazifa kr paon!!! shukriya
assalamulaikum..sir mujhe ijazat dedn ye parne k liye..agar maa ka naam na pata ho to unki to…
@Saima (ursal……)
@sani
@ahtaram
w.s
ijazat ha