Similar Posts

596 Comments

  1. kya yea wazifa mai shuru kar sakti houn,meray husband yea cheezain nahi khatay,kya mai misree peess k tea k sath day sakti houn,

  2. kya yea wazifa mai shuru kar sakti houn,meray husband yea cheezain nahi khatay,kya mai misree peess k tea k sath day sakti houn.

  3. Aap ko maine apny problem k lea phaly mail ki the but aap nay kaha tha k main taweez do ga is k lea.main aap say taweez kasy lay sakti hun its means k aap mujy kasy send kry gay.kea main is wazeefa ko ni par sakti jo kisy k dil main b mohabt peda krny k lea hai.thanks

  4. assalam o alekum
    me bohot pareshan hoon mera rishta ho chuka he puri raza mandi k sath jise rishta hua he wo mujhe 5 salo se bohot taklif deta aa raha he tu tadak krni galiyan dena maa behen ki sab bohot common hai bohot ghussa aata he use mere se bohot sakht mizaj ho gaya he mein usse bohot pyar krti hu bohot zyada lekin samajh nhi ata kya karoon apne ghr walo ko bata du kyun ke agr agr batati hoon to rishta tut jyega jo mein nahi chahti plz muje kuch ache wazifa suggest karein mein usse bohot pyar krti hu

  5. My wife left home with my son and I want she comeback home with love and loyality kindly give wazifa aur suggestion for this

  6. janab mairay shohar mujhse pyar to kartay hain magar izhar nahi kartay hain and bilwaja chircharay ho kar lartay hain. din main kae baar jhagra hota hai yaha tak hath bhi utha daitay hain. khudara koi wazifa bataein.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *