Similar Posts

596 Comments

  1. meri sister bohat preshan hai behnoi ka behave un k sath acha nhi hr waqat tanz kartay hain beta 5 saal ka ho geya school nhi dakhil karaya abi tak kaam b theek hai passaoun ka b koi khas masla nhi hai sister ko bohat kuch search kar k batati hon parhnay ko par koi asar he nhi hota humaray parents nhi hain hum behn bhai bohat preshan hain

  2. mujhay is wzifa ko kernay ki ijazat chahray aur yeh bata dain keh kya yeh wazifa ba wazo kerna hai ya kisi bhi halat may ker saktay hain. kya un ayam may bbhi ker saktay hain?

  3. please mujhay jald reply ker dain. me bohat preshaan hoon. meray husband mujh say pyaar nahi kertay . wo mujh say khush nahi hain. abhi hamari shadi ko sirf 4 mah huay hain aur is qadar doorian aa gaeen hain. meray husband ko jesay mujh say koi lagao hi nahi raha. her waqt larai jhagra rehta hai. me bohat koshish kerti hoon un ka dil jeetnay ki per un pe koi asar nahi hota. bas kuch aisa ho jay keh ham dono k dil may aik doosray k liay mohabat aur berdasht peda ho jay.

    1. @Sajidah (Sajidah_)
      Read this it 1414 times on currant/garnet berry (kishmish/Munuqa) and Loaf-sugar/sugar candy (Misri) or on any sweet which wouldnt be cooked on fire.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *