wazifa for fulfilling desired wish, Hajat pori hony kay leye amal
This is very effective and fruitful rohani wazifa and amal for fulfilling desired wishes and hajaat.
How To Use: Read 1000 times surah e Ikhlas daily after esha. just do this only 3 days.or another wazifa is very effective whihc is Bismillah WazifaRead total 12thousands complete Bismillah daily till 3 days. But every 1000 times of reading Bismillah pray 2 rakat Nafal and then pray for your wish/problem then read remaining.Through this total Nafal (2 rakat prayer) will be 24 and Bismillah will be read total 12thousands time daily.you can do this wazifa only 3 daysInshAllah your desired will be fulfilled by Almighty Allah.
P.S. Permitted to All, now you dont need to take permission separately only for this Wazifa.
Please give me permission to do one of these wazifas thanks
@shoaib
permitted
jiskay liye wazifa krna h kia osay bhi nai btana chahiye
@zohaib
usy ba na batya jaye.
galt perhny per tu nuqsan hou sakta ha laiken ager tadad open neechy hou jaye tu pher asraat may kami hou jaye gi
main ksi say bht piyar krta hn or shadi krna chahta hn plz ap mujhay koi wazifa btaye main apsay ijazat lana chahta hn or apni job k liye bhi main bht schay dil say hn plz mujhay jldi jwb dain or mra iman h k Allah Paak say schay dil say mango tu zroor milta h agr in wazaif main koi glti ho jaye tu koi nuksan tu nai hota
Salaam
Can I please have permission to do the 1000x Surah Ikhlas Wazifa for 3 days?
Jaza kallah
@sister in need
yes
ek aur baat poochni thi, kya main hazrat daud a.s. wali dua parh sakti hun?
@Fatima
perh lain
shukria. mujhay please aap agar waqt aur tarika bhi bata dain. …….
@Fatima
ap ko jawab day dia ha
Aslaam U Alaikum
Kia mujhay ijazt h k main yeh wazifa shoro kr ln. or kia aik din main 12 hzar br prna ho ga ya 3 din main. or kia aik wkt main ye 2no wazaif shoro kr skta hn.
@zohaib
walaikum salam
daily 12hazar 3 din tak
yes ker sakty ha
@zohaib
walaikum salam
daily 12hazar 3 din tak
yes ker sakty ha
shukria sr main ye wazaif jld or bahtr tarikay say prnay ki pori koshish kron ga k koi glti na ho maray say bs ap dua kijiye ga maray liye or main hob matloob wala wazifa bhi shoro kr skta hn sath hi or inshallah iskay nataij maray liye bht achay hn.
Jazak Allah
salam
kia 1000 sura akhlas eisha k baad alag timings me parh sakty hyn.
@T
w.s
yes esha k bad koe b time rakh lain laiken rozana pher usi time perha jaye aur aik he martba 1000 bar perha jaye total 45min lagty ha just
salam, sir kia main ye wazeefa kar sakti hun?ya koi aur wazeefa batayen…. meri pasand ke ladky ke sath meri baat pakki hogai hai, laikin mere khandan walay mere liye masail kharay kar rahay hain, wo chahtay hain ke mera rishta toot jaye taakay main khandan mey he shadi kar sakoon, magar mere abu ne already mere pasand ke ladky ke sath baat pakki kar di hai, main chahti hun ke ye rishta qaim rahay, usi se meri shadi ho and khandan walay problems na banayen… can i do it?? aur kia is wazeefey me 2 or 3 days mey9 halal gosht) kha sakti hun? please mere email address pe reply karen, bohot ziada mashkoor hongi, main bohot pareshan hun
@sanam
detail ap ko email ker di ha