wazifa for fulfilling desired wish, Hajat pori hony kay leye amal

This is very effective and fruitful rohani wazifa and amal for fulfilling desired wishes and hajaat.How To Use:  Read 1000 times surah e Ikhlas daily after esha. just do this only 3 days.or another wazifa is very effective whihc is Bismillah WazifaRead total 12thousands complete Bismillah daily till 3 days. But every 1000 times of reading Bismillah pray 2 rakat Nafal and then pray for your wish/problem then read remaining.Through this total Nafal (2 rakat prayer) will be 24 and Bismillah will be read total 12thousands time daily.you can do this wazifa only 3 daysInshAllah your desired will be fulfilled by Almighty Allah.P.S. Permitted to All, now you dont need to take permission separately only for this Wazifa.

Similar Posts

2,875 Comments

  1. can i do this wazefa ??jo sura IKHLAS walla wazefa dya howa hay kya wo muajy karny ki permission mil saktii hay ??

  2. sir ager muj say koi puchay k ye wazifay hum kar lain to kia un ko ijazat hai in sab main say koi b wazifa karnay ki??????aur mujay b kia ijazat hai koi b wazifa karnay ki ya har wazifay say pahlay ijazat zarori hai plzzzzzzzzzzzzzzzz jaldi bta dijiye ga

  3. Aslam o Allaikum

    bhai ijazat chahye hamesha k lye ta k jb kbi mujhe pareshani ae main ye amal kar sakun…

    Aur bhai jo Bismillilah wala amal he wo din m kisi b waqat kia ja sakta he ya only esha k bad…? Aur hafte m kisi b din ya us k lye b din muqrar hain…?

    1. @Awais
      ijazat ha ker lain
      esha k bad behter ha budh wala din guzar jaey tu us raat say shuru kia jaye

  4. salam..mujhe apna cousin pasand hai aur pichlay 5 saal say hum aik saath thay bt pichlay dino humaray beech mein ikhtilafaat aa gae cz his mother was unwilling for ths rishta plus unkay dil mairay lye muhabbat khattam ho gae..mujhe unkay dil mein muhabbat paida karni hai aur mein un hi say shaadi karna chahti hun..kia yeh wazeefa kar sakti hun??

  5. AOA…sir humaray paisay humaray mamu k pas hain..unho ne kahin invest kiye thay..hum unse itni bar mang chukay hain..lakin nahi mil rahay.plz ap mje batyein k main kya karun..main boht tense hun..kya main surah ikhlas parh sakti hun?? aur kuch logon ne hum se udhar liya aur wo b wapis nahi kar rahay..main boht tense hun..ap mje batayein main ye wazifa karlon???plz sir mje batayein main kya karun? aur wazifa karnay ki ijazat day dein plz,,

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *