wazifa for fulfilling desired wish, Hajat pori hony kay leye amal

This is very effective and fruitful rohani wazifa and amal for fulfilling desired wishes and hajaat.How To Use:  Read 1000 times surah e Ikhlas daily after esha. just do this only 3 days.or another wazifa is very effective whihc is Bismillah WazifaRead total 12thousands complete Bismillah daily till 3 days. But every 1000 times of reading Bismillah pray 2 rakat Nafal and then pray for your wish/problem then read remaining.Through this total Nafal (2 rakat prayer) will be 24 and Bismillah will be read total 12thousands time daily.you can do this wazifa only 3 daysInshAllah your desired will be fulfilled by Almighty Allah.P.S. Permitted to All, now you dont need to take permission separately only for this Wazifa.

Similar Posts

2,875 Comments

  1. sir mujhy ye dono wazif parhny ki ijazat dai dain or is ki bhi ijzat chahti hun k kisi hajaat mand ko ye wazefa dai sakti hun?i mean jisy main bataon wo aap ki ijazat k bagair parh sakta hai ya nahen?

  2. molana sahab mein ne aj ya wazefa shoro kya abhi 5000 howe thy k mehman a gaye aur muje wazeefa band kerna para kya main ya wazeefa friday yan saturday ko shoro ker sakti hon yan phir monday ko hi shoro karo plzzzzzzzzzzzzz molana sahab mery leya dill se dua karen main boht pershan hon aur muje reply karen plzzzzz jaldi .

  3. molana sahab main ap ko mail kerti hon mein ya wazeefa mokamal nai kar pa rahi hon ami ziyada dair akely dosry room main nahi bethny deti hain main mail main ap ko sub kuch btati hon aur ap muje reply kerna plzzzz aur mere masly ka koi hal nikalo ap plzzzzzzzzzzz main boht pershan hon.

  4. Maulana Sahib,
    Assalamo Alaikum,
    Mein aap se ijazat chahta hun is wazifa ko shruu kerney ke lye….mein ye wazifa INSHALLAH 4000 rozana ke hisab se 3 din mein kerlunga…or ye wazifa mein is lye ker raha hun ke mujhe visa or ek company ka franchise mil jaye or mein UK mein apna kaam shruu ker dun….
    dua ka talabgar or ijazat chahta hun….
    please mujhe reply kerdein..
    amjad

  5. Aslam-O-Aalikum,,,,,,,molana sahab muje 1000 bar surah akhlas waly waeefy ki ejazt daen main ya wazeefa kal monday waly din shoro kerna chahti hon plz muje reply karen aur mere se online ho kar baat karen main boht prshan hon plzzzzzzzzz molana sahab muje reply karen aur waefa ki ejazat daen?plzzzz reply karen?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *