wazifa for Aulad/Wazifa for childless people
This is the very effective Rohani Wazifa for those people and couples who are childless and desire to have a child.
How To Use:Read this Quranic verse both man n woman 21 or 41 times after fajar and after Magrib daily till the result/pregnancy. InshAllah they will be gifted child.
Importance: Start this wazifa when girls get bath after periods. beeter on Thursday or Friday.If both husband and wife after reading blow on water and then they drink daily that water so they will get result soon InshAllah.

plz mujhy reply den
sain mere shaadi ko 3 years comlete honi wale hai or aulad nahi ho rahi khudda ra mere haq mein dua kari k mujhi aulaad ho jai AAMEN
@inamullah
ALLAH pak aap ko Naik aur Saleh ulaad ki namat say nawazin Ameen.
kia mujhe ye wazifa karne ki ijazat hai?
@javaria
Ijaazat ha aap ko.
kiya is wazife ko 1 he jugha beth kar padhna hay ya kanhi bahaar jaaen to bhi padh sakte hen?or kiya is ko serf arbi may he padhna hay ya is ka tarjuma bhi badhna hay ? may is ko padhna chahta hun aap mujhe ijazat den or mere haq may nek swaleh olaad ke liye dua kare>
@qazi aasif
bas chalty pherty nahi perhna ha baki jagah koi si bhi ho sakti ha. Arabic ma kia ja sakta ha sirf
kiya aulaad k liye wazeefay ki ijazat her ek bay aulaad couple k liye hai ya phir sari details aap ko day kar he aap bata sktay hain k perh sktay hain ya nahi???
@Atiya
ijaazat har aik k liye ha. details send kr k ijaazat lyna zaroori nahi ha
asalam alkium muje ijazat hai yeh dua parhne ki please muje batow mein kya karoon meri shadi ko pora 1 sal hogiya hai aur meri shadi 5 july 2011 mein hoyi aur 27 october mein mein ALLAH ka lakh shukar kiya mein pregnant hogi aur lekin ALLAH ki taraf se 6 januvary 2012 mein mera miscarge hogi jis se mein bohat zada parshan hoyi aur bohat zada royi abhi b yaad ata hai to roti hoon lekin muje miscarge ke baad dr ne 1 month k liye baby try karne ko mana kiya mein nahi try kiya ekin abb mein dobara pregnant nahi horahi plz muje batow mein kiya karoon jis se mein pregnant hojayoon plz koi wazifa ya dua batow pzzzzzz mere liye dua karo aur madad karo thanks annie from italy
@annie
aap uper post kia gaya wazifa kar lain.ALLAH pak aap ko Naik aur Saleh ulaad ki namat say nawazin Ameen.
salam , plz mujhay olad ka waziefa day dien plz
@nasreen
aap uper post kia gaya wazifa kar lain.
Aslamulaikum,
Mere liye bhi dua karain Allah muje aulaad ataa farmae Ameen… aur kya muje ijazat hai mai par lu yeh wazifa?
@Saba
parh lain ijaazat ha aapko.ALLAH pak aap ko Naik aur Saleh ulaad ki namat say nawazin Ameen.
may kr lo
@hina
kar lain ijaazat ha aapko.
can my frnd she can recite this dua
@Ebrahim
yes she can . permitted