Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )

How To Use:

This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.
  • Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .

Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa

Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.

Similar Posts

6,092 Comments

  1. Uncle may yeh pochna chahti hun kay agar yeh wazeefa khatam ho jay to is kay khatam ho janay kay baad may yehi wazeefa dubara say shuru kar sakti hun kia? Or aik or baat uncle kay may TV bilkol b nai dhekti to agar mayray gahr walay TV lagatay hain to may usay dehkti hun majbooran. To may kia karun uncle may nai dehkna chahti TV laykin uncle lag jata hai na To may kia karun ab?

    1. @R
      jub a ko positive result mil jaye pher to zarorat nae dobara kerny ki ager 7 din bad b result na mily tu pher ap dubara shuru ker sakti ha

      ap pher us jaga say uth jaya karain jahan tv chul raha hou

  2. Uncle ap say aik or baat pochni thi kay uncle ap say maynay pocha tha aj may wazeefa start karnay wali thi to maynay ap say pouha tha may esha k baad kis time parhun, to ap nay mujay kaha tha kay kisi b time par saktay hain. To may esha kay baad kisi b time parhti hun laykin uncle maynay comments read keay hain us may hai kay jis time pay start karo usi time pay har rooz parho yeni agar 11,o clock pehlay din parho to phair har rooz 11,o clock pay he start karo. Laykin maynay ahsa nai kia kabi 11 bajay parhti hun kabi 11 half pay or kabi 12 ,o clock. Laykin uncle jo ap nay kaha tha usi tarhan maynay parha hai. To maynay yeh wazeefa 7 din parhnay kay baad he pata chala hai. Ab may kia karun? Plz uncle mujay batayn plz. Allah ap ko khushyan day Aameen.

  3. Uncle ab mujay yeh baat abi pata chali hai fix time ki to kia ab khair hai? Uncle ap nay mayri mail ka reply nai dia. Plz batayn na kahin us ka visa na lag jay. Uncle jaldi say karayn jo b karna hai plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz uncle. Thank You. Allah ap ko hamesha khush rakhay Aameen. Or uncle plz ap b mayray leay dill say dua karayn may bohot pareshan hun. Plz uncle dill say dua karayn.

  4. g main ne rabta kya hai wahan bhi molvi sahab main jab perti hon tu kabhi kabhi 105 ki bajye 107 yan 108 bar par jati hon perty perty pata hi nahi chalta hai kabhi kam nahi howa ziyada hi ho jaty hain is se kuch hota to nahi na plzz reply me.

  5. Uncle plz ap mayray leay dill say dua karayn plz may bohot pareshan hun plz uncle dill say dua karayn plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz. May yeh wazeefa parh rahe hun plz ap sab mil kar mayray leay suchay dill say dua karayn kay Allah mayray is wazeefay ko or dua ko qabool karay Aameen. Allah sab kay wazeefon or duao ko qabool karay Aameen. Or jitnay loog yeh read karayn to plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz mayray leay zaroor dill say dua karayn plzzzzz. Mayra name Ramna Waheed hai. Mayra special name lay kar dua karayn ok. Or uncle ap b plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz.

  6. main ye or…pasand ki shaadi wala wazifa perhna chahti hun uske liye mujhe ijazat chahiye aap please mujhe jald ijazat day dain main is monday se he shuru kerna chahti hun …
    main bohat pareshna hun ..please jaldi ijazat day dain…

  7. Aslam o Alaikum
    Molana sahib ap ka dil ki gehraion se shukria. aur allah muje or sabi ko is wazifa ko sahi sahi karne ki tofeeq aata farmaey. aur qabool farmaey. Ameen

  8. salam..molvi sahib..mujhy wazifa prhny ki ijazt dain…or mery liy hsusi dua frmaiye ..k main jis naik maqsad k liy prhun uss ko ALLAH k fazl sy hasil kr lun.ameeeen.waiting for ur permission

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *