Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )

How To Use:

This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.
  • Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .

Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa

Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.

Similar Posts

6,092 Comments

  1. I am sorry. i just saw ur reply.
    Ijazat k liye bohat shukriya. InshaAllah i shall start on monday. Allah hum sab k wazifon ko qubool farmaye.ameen.
    duaoon main yaad rakhiye ga.

  2. assalam o alaikum
    maulana saab mera wazeefa sirf 7 din ka baqi hai. maine isha me ye wazeefa padha tha magar ab baqi 7 din isha me na padhkar main fajr me padhna chahti hoon, monday se shuru karna hai mujhe plz bataye ke kya main fajr me padh sakti hoon ya mujhe pehle ki tarha isha me hi continue karna hoga

  3. Assalamalaikum….,
    ji mai or 1 ladki dono 1 dusre ko pasand or mohabbat krte hai,humdono 1dusre se nikah krna chahte h.iske liye mai aap se wajifa suru krne ki izazat chahta hu.hme kaun wala wajifa padhna chahiye,plz,bataye.us ladki ki riste ke v bat chal rhi.aur mera avi job v nhi h.jaha v try krta hu.job kat jata hai.kya kru kuch samajh m nhi ata hai plz,btaye hme kya krna chahiye or us ladki ko v kya krna chahiye.plz.jald jawab de.

  4. Assalamallaikum,
    mai 1 ladki ko bahut pasand aur mohabbat krta hu.wo v mujh se bahut mohabbat karti hai.humdono 1 dusre se nikah krna chahte h.hum aap se wazifa padhne ki izazat chahte h.plz,hme izazat de de.to apki bhut meharbani hogi.kya mai use v padhne ke liye kah skta hu.us ki taraf se mai izazat mangta hu.us ke riste arhe hai.humdono bahut presan h.kya kre kuch samajh m nhi arha h.plz ham dono ki rahnumai kar de.hmdono ko kaun sa wajifa padhna chahiye?hmdono ke liye dua kre.apki dua ke hmdono mohtaj hai.dua ki iltija hai.

    @AR

  5. salam maulana mujhe ye janna hai k har amal ka daro madar yakeen per hota hai aisa kiu hai kya agar koi b amal yakeen se kiya jaye tu wo amal kamiyab ho jayega warna nahi tu aisa kiu hai kya wazife me shak karne se wazifa kamzoor padh jata hai aisa kiu hai thoda detail me batayien shukriya

    1. @Sana

      yes amal k doran b ker sakti ha per behter shuru may ha

      yes nafal baqi namaz ki terha he perhny ha

      Hadees e Qudsi ka mafhoom ha k jaisy banda mairy sath ghuman kerta ha may waisy he us k sath mamla kerta hu

  6. maulana kya salate touba nafil namaz jaise padhna hai ya koi aur tarike se padhni hai batayien.aur mene abhi amal ka sadqa nahi diya per amal shuru kardiya kya me amal k douran sadqa kar sakti ho plz batayien

  7. AOA Admin,
    me ye wazifa perhna chahti hoon love marriage k lye..actuallyy me jis se pyar kerti hoon woh bi mgh se kerta hai lakin usk parentss uski shadi within family kerna chahte hain ,me us se buhat love krti hoon is lye khina nai chahti..aur aik bat kya is wazifa k deoran mein us lakre se batt kr sukti hoon aur mil sakti hoon us se…please reply thankyou

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *