Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.


Aoa ijazat chahti hoon
@Aliya
ijazat ha
plz mulana sahib mjy is wazifa ki ijazat d jaey main ny ye wazifa shadi ki niyat sy prhna hai
@sania
ijazat ha
can i chat with him (usay pata nahi hai k main us say pyar karti hu agar pata be hu to abi tak kuch nahi kaha hai) just formal chat…
today is the 15th day of this khatam that i started….can i chat wid him…we are friends …wat will he think that y she stoped chating wid me……..
@mm
after completion u can just say to him just for his info
then u cant communicate with him bcz its not halal to do chat/talk with “Na’Mahram” if after he propose and carry one then u can just talk and say to him that send proposal
aswk…kya main yehwazifa karsakti hu aur kya is wazife ke doran mujhe usse baat nhi karni hai aur na hi milna hai aur ek baat ki main collage main padhti hu aur meri zohar ki namaz kaza ho jati hai aur phir phi rmain zohar ki namaz kaza padhti hu asar ki namaz k saath….
toh iss baare main main mujhe jawab se nawaze…Allah hafiz…
@saba
yes ker sakti ha
ager waqi aany jany may itna time zaya hou jata ha k namaz qaza hou jaye tu pher majbori ha waisy ap ko time per perhni chahye college may
can we do this wazifa to get wife’s love back? do I have the permission? thanks
@sam
yes
salam ye wazifa kin kin muksad k leye hey hub hazre matloob wala
@Kuchiii
w.s
yeh specially tu shadi k leye ha waisy kisi ki b jaiz Muhabbat hasil kerny k leye kia ja sakta ha
Salaam, kya mujhe yeh wazifah karni ki ijazat hai? mein 16 yrs ki hoon aur woh abhi 18 yrs ka…..
@s
w.s
yes
molvi sahab main ne apni sari problem ap ko send kar di thi mail main ,,,,,,,,aur main aj monday 10-1-2011 ko wazeefa shoro kar rahi hon wo ab mery se baat ni kerta hy aur main us ko kisi aur id se manna rahi hon us ko btaya nahi hy k main wo hi lerki hon us lerki ki dost ban k us lerky ko maana rahi hon kia main wazeefa shoro kerny k bad bhi us ko maana sakti hon aur main us se shadi kerna chahti hon aur chahti hon k wo khud hi wapis aye mein ne ap se ijazat lay li thi ap ne muje ijazat dy di thi kia main us ko maana sakti hon k wo razi ho jae aur apne gar walo ko khud bhejy rishta leny kia baat kar sakti hon main?plz muje reply karen ap?
@Rabi
ok
ager ap ki galti thi tu ap mafi maang sakti ha warna nae wo khud rishty ki baat karain gay
aslamu ale kum
ya Allah madad
molana sahib m 3rd time app say as wazefe ke ajazat mang raha ho ap ajazat dana pasand karin ge
plz ap emil kar ke bata dana ho sakhe tou
@M. Shafiqu
walaikum salam
yes ijazat ha