Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )

How To Use:

This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.
  • Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .

Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa

Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.

Similar Posts

6,092 Comments

  1. Sir plz mje ye wazifa karne ki ejazat dain plz main kisi se bht mbht karta ho or shadi karna chahta hon plz plz mera maqsad pakiza or jaiz hai plz sir mje ijazat dain plz plz plz sir ejazat dain

  2. Dear sir Mai apni pasand.ki.jaga per shadi krna chahta hu aur iss silsilay main meri sister aur ami razi.nai ho rahi jab k father razi hain. Lehaza ap mjy koi aisa wazeefa ya amal bata dain k meray iss mamlay ki koi.b mukhalifat na kray sab dil se razi ho jaeny.Sister aur mother iss liay nahi maan rahi k larki walay gareeb hain jab k larki walay nihayat shareef aur namazi parhaizi hain aur mjy un logo ki yehi baat pasand hay.jiss waja se.mai waha shadi krna chahta .plz meri madad krain mera emai address.hay.

  3. Dear sir Mai apni pasand.ki.jaga per shadi krna chahta hu aur iss silsilay main meri sister aur ami razi.nai ho rahi jab k father razi hain. Lehaza ap mjy koi aisa wazeefa ya amal bata dain k meray iss mamlay ki koi.b mukhalifat na kray sab dil se razi ho jaeny.Sister aur mother iss liay nahi maan rahi k larki walay gareeb hain jab k larki walay nihayat shareef aur namazi parhaizi hain aur mjy un logo ki yehi baat pasand hay.jiss waja se.mai waha shadi krna chahta .plz meri madad krain

  4. mai ye amal karna chahti hn mai jis larky sy mohabat krti hn wo b karta ha mgr kuch jhagry ki wja sy wo mjh sy door hogya ha mai usy mapis pana chahti hn plzzzzzzzzzzzzzzzzzz mjhe ijazat dy den…..

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *