Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.



Salaam! Please permit me to recite this Wazifa for True Love I mean to say for love marriage.THANKS.
plz mujha ijazat dain
Main apny dosti mohabt k ley krna chahta hun
Salam.plz wazify ki ejazat de dein parny ki.
shakria
main wazifa braye muhabt krna chahti hun plz mjy ijazat dain.
My Name is Sadia I want to practise this Wazeefa For Usman please Allow me to do so.
plizz main wazifa karna chahti ho izajat de mujhe
Mije bi ijazat de dein
ASSALAMALAIKUM,I LOVE A GIRL NAME ZAARA KAYAT ,PLEASE GIVE ME PERMISSION TO DO THIS WAZIFA INORDER TO GET MARRIED.
sahb main ya amal ker sakti hn plz main bht preshan hn mry leya dua bhe ker dain aap.