Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )

How To Use:

This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.
  • Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .

Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa

Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.

Similar Posts

6,092 Comments

  1. salaam, mere shohar mujhse bahot nafrat karte he aur ladte he is liye mai mohabbat ke wazife ki ijazat chati hun. aur meri jethani mere upar bar bar jadu karti he is ke liye mein dushman ko kabu karne wala wazifa ki ijazat chahti hun

  2. main behad mohabbat karta hun ek larki se lekin ab woh mujh mein sirf ghaltiyan aur khamiyan nikalti hai.. main uske dil main wapis se mohabbat bharne ki bhtt koshish ki jaisa ke uska beinteha khayal rakhna, har jaiz baat k liye usay ijazat dena.. kabhi pabandi main nahi rakha, pyaar o mohabbat se paish ana aur uske liye woh sub kuch b karna jo uske ilm main na ho. matlab woh kuch b kia peechay uske aur jataya b nahi.. lekin ab woh kehti hai mujhe tmse mohabbat nahi horahi hai.. tau abyeh amal karna chahta hun magar ab woh mujhse shayad na mile tau iska kia hul hai.. agar woh mil nahi sakti tau usay cheez dunga kaisay.. aur maine tau apnay poray ghar main b uske liye baat karli thi aur main sachay dil se usay pana chahta tha shaadi karna chahta tha.. ap mujhe is ka hul please mail kar ke samjhaein.. kyunki agar main usse mil nahi sakta tau phr usay dum karke kaisay khilaon..? aur is ka koi aur hul hai tau woh b bata dein..

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *