Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.


Asalam o elikum
Mujhay kuch sawal poochany thay
Kya do amal aik waqt main keyay ja saktay hain???
Kya tasweer dekh k amal keya ja sakta hai???
Kya mujhay yeh amal karnay ki ijazat gai???
@hira
kiye ja sakty hain. magar behtar ressult k liye aik waqat main aik hi wazifa karna behtar ha.
tasweer dekh kr bhi amal keya ja sakta hai.
Ijaazat ha aap ko.
kya mujhe ijazat hai wafife ki.
@varisha syed
Ijaazat ha aap ko.
can i do this wazifa plz give me ijazat
@farwa
you can do. permitted.
can i?
@maria
yes you can .
izazat de
@arsad
Ijaazat ha aap ko.
AOA. My name is Tahreem Omar ,wazifa for true love ,i want to do.And need your kind permission.
thanks
@tahreem omar
permitted.
Can i have permission please?
@Jakia
permitted.
ye wazifa kis maqsad k leye hai kya main jaan sakti hon plz?
@s.j
lagta ha aap ko urdu perhni nahi aati ha . ager aap thora goor sy perh lain tu sab kuch urdu ma uper likha gaya ha .. ager aap wazifa karna chati hain tu Ijaazat ha aap ko.
assalam wa alaekum men ap se ijazat ka matlob hon
@zahid
Ijaazat ha aap ko.
Pls ijazat dijea iss wazeefa k lea
@Kafeel
Ijaazat ha aap ko.