Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.


plzzz sir permission jaldi day dein plzzz
@$ sana
Allready permitted..
Mujhe ksi se dosti k lye prhna h m us se mohbt krta hon kya m parh sakta hon is k koe nuqsannat tu nhh??
@Hasnain
kar lain ijaazat ha aapko.
plz ijazat dy dain
@anam
Ijaazat ha aap ko.
amal sahb me pasnd ki shadi k liay ye wazifa krna chahta hun, kya mjy ijazat hy is ki?
@M.Saif
Ijaazat ha aap ko.
mujhey ijazat hai rohani ijaz
@pir wasim hashmi
Ijaazat ha aap ko.
kya ijazat hy mje ?
@Nelofer
Ijaazat ha aap ko.
mere pyar k bech bht log ate hy jo mere lover ko mj se ht br door krte hye kya karu k wo lot ae t kisi ki b bato me ana chor dy plz help me plz aisa wazeefa batae k wo lot ae
@Nelofer
aap uper post kia gaya wazifa kar lain.Ijaazat ha aap ko.
Mtlb ap jis insan k liye wazifa krte ho uski ijazat lena zaruri hai? Plz xplain .meri urdu achi ni hai
@Ramiz
ijaazat ham sy lyna hoti ha . Ijaazat ha aap ko.
ijazat hai ?
@amna
Ijaazat ha aap ko.
kya aap mujhe ijajat denge
@abdul kadir
Ijaazat ha aap ko.