Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.


Pls Grant me the Permission sir. and I am not sure sure her mother last name
@Baig
you can do. permitted. use the first name only
me shadi k liay ye wazifa krna chahta hun,plz mjy ijaazat dain,shukria
@M.Saifullah
Ijaazat ha aap ko.
Assalamualyekum….. Allah Pak ki Raza ke liye or apni mohabbat ke liye kya mujhe is wazife ko padhane ki ijaazat mil sakti hai, baraye meherbani jaldi bata den… . hum shukra guzaar rahenge ,Or humare haq me dua karen… Allah hafiz..!
@rushna hussain
parh lain ijaazat ha aapko.
plz grant permission
@abeera
permitted.
mai ya wazifa karna chati ho apne hasband k liye mje izat chaye
@fouzia
Ijaazat ha aap ko.
mje koi r wazifa bataye tak mare husband sirf mare ho jaye
@fouzia
aap uper post kia gaya wazifa kar lain.Ijaazat ha aap ko.
Can i do diz
@soha
you can do. permitted.
mujhy ijazat daydin iski . aur akhir mai mera aur unka naam walida ki name kay sath kaisy kun yey bata dain?
@maryam.
Ijaazat ha aap ko.
uper likhi gai Hidayaat ghour say perhain aap ko jawab mil jaye ga.
Koi b wazifa jaiz kam k lye parh lain? Ap ijazt da dain molana sahb.
@Bilal
Ijaazat ha aap ko.
assalaam-0-alaikum! m ye wazifa krna chati hoon,plz mje ijazat de dain
@fatima
Ijaazat ha aap ko.