Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.


plz mujhay iski ijazat day dain.. i have done wazifa for lost love for 11 days but it hasnt given any results, plz mujhay batai k may woh 33 din tak karun ya yeh wala start karlun??? plz help me may bohat pareshan hun…plz jaldi reply kerdain… around 10 days say wait ker rahi hun
plz mujhay iski ijazat day dain
salam
mane ap say do baar ijazat lakr wajeefa kiya tha,ab bhi woh yahi kehta hai ussay mujh say mohabat nahee,ma us say bohat mohabat karte hoon,us say shadi karna chahte hoon,please mujhay koi aisi duaa batain jis say us kay dil main mere liye mohabat paida kardain Allah ji…
Assalam o alikum,,zahra namm ki larki parny ki ijaz chati hi
Please permit me !
AS SALAAM WALEIKUM HAZRAT,
mujhe ijazat de n mujhe guide kare,hume jisse mohabbat hui ha unhe humne dekha ni ha unki ammi ka naam bi nahi pata aur unka accident huwa hai ,,,wo bhi mujhse pyaar karti hai. but operation ke baad wo behki baate karti hai, mera unse shaadi ka iradaa ha.
please guige me
Ye wazifa mai apny husband nauman k dil mai apni muhabat paida karny k liye karna chahati hun… ijazat hai.?
salam:
amil sahab khuda k karam sy main is amal ki mudat ko mukamal kar chuka hun …
ab kia main khud us shaks sy contact karu ya wo khud kary ga … meri rehnumai kejeay sukriya
ijazat hai?
salam
plz give me the permission .. i want to do this
thanx
waiting 4 ur reply
jazak.allah