Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )

How To Use:

This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.
  • Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .

Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa

Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.

Similar Posts

6,092 Comments

  1. salam….main ek br yh wazifa kr chuki hn ……..kia main is wazify ko tb tak kr sakti hn jab tak hamari shadi nahi ho jati ………????? mujy ijazat dyn main tb tak yh wazifa krty rahna chahti hn every month 21 din…plz mujy ijazat dyn?????

  2. Sir mujhay is wazeefay k liyay ijaazat chahea r main jis say shadi kran chahta hun mujh say kaafi door rehti hn so zada asar dar waqt konsa hai fajar ya esha?

  3. Aslam o alikum sir may nay pehlay b post kia tha pr comment nzr nhi aa raha
    mujhay ijaazat b chahea r yay b bata dain k is wazeefay ko zyada asardaar banany k liyay kon sa waqt sahi hai fajar ya isha r is say pehlay sadqa b dayna hai kya?

  4. Sir main pasand ki shadi krna chahta hun main pehlay b ijaazat laynay k liyay post kr chuka hun par pata nai q mera coment nazar hi nh aa raha

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *