Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )

How To Use:

This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.
  • Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .

Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa

Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.

Similar Posts

6,092 Comments

  1. Asalam o Alikum
    Mery Behan or bhai mujh say naraz hay etny k mery shakal dekhna pasand nahi ye bat such hay k mujh say bohat bary gulty ho gae k pasand ki shadi ki hay apny ghalty man loo or taloqat dbara bana loo ap dua k sath mujhy kuch parny k leye bhi dai

    1. @Safia Rehan
      aap uper post kia gaya wazifa kar lain.ALLAH pak aap ko apny Maqsad main Kamyaab karin Ameen.

  2. sir ap mjhy rply q nhi derhy ha?? me get back lost love wala kri hu kia fajar me ye b krlu me?? bht prishan hu me

  3. Salam
    Main kisi ko pasand karti hun usy pta b nae hai na hi hmara contact hai. Kya main ye amal kr sakti hun? Main chat nmazain pabandi sr parhti hun fajar ki miss ho jaati hai. Kya main kr sakti hun ye amal?

  4. salam
    sir, did u get my last request ?? want to ask u for permission of this wazifa,
    sir i Am really in love with a guy, he is nice n loyal to me, i am not sure about his decision but i want to be with him, to marry him IN SHA ALLAH
    SO PLEASE GRANT ME PERMISSION . JAZAKALLAH.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *