Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )

How To Use:

This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.
  • Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .

Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa

Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.

Similar Posts

6,092 Comments

  1. please mjhay zaruur batadyega me bohot pareshan hun ,mujhay karna he ye wazeefa .ijazat kinse leni hogi please reply.

  2. salam,mane pehlay bhi bejha tha apny jawab nhe dya,ab dubara pooch rahe hoon
    plz jawab dejeaye ga ho sakay tu direct mail kar dejeaye ga,mane pehlay
    apki permission sy ek baar yai wazeefa kya tha,but kuch nhe hua
    ma fajar ky waqt parhte thee bas ek din aisa hua kay namaz ky liye ankh late khuli
    but wazeefa parh liya,ab duabra karna chahte hon ijazat dain,aur ek baat poochni thee,ky
    pehlay apny kaha tha naghay waly din guzar kay 21 continue parhna hai
    ab kisi bhi waqt start kar saktay hain??timings kya honi chaeay??aur har namaz kay baad wala jo batya hai usky
    bare ma thora detail bataye,kitnay din tak har namaz kay baad parhna hai aur kitni baar??jawab zaror dain plz
    aur duaon ma yaad rakhain..

    1. @saima
      ijaazat ha aap ko kar lain . dusra plz wazifa main di hoi instruction ghour say perh lain sab kuch assan urdu ma likha k kase karna ha aur kab karna ha. aur jo likha ha usi tarah hi karna ha .

  3. ji mane parh liya phir bhi ek baat samjh nhe aaye jo apny kaha hai
    kay har nimaz kay baad bhi parh saktay hain woh kitnay din tak parhain??aur 105 baar hi parhna hai??

    1. @Sadia
      ijaazat ha aap ko . wazifa karny k jo days likhy gay hain utny hi karny per complete ho ga

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *