Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.



assalamu alaikum. mein ye wazifa padhna chahti hun,plz mujhe ijazat dijiye.
@Naz
ijaazat ha aap ko
me ye wazifa karna chahata hu azazat de
@Faraz
ijaazat ha …
ma ye ammal krna cahta hun ap ijazat di jiye
@Faraz
ijaazat ha aap ko
main apni cousin ko pasand kerta ho wo bi kerti hai mager us ki ami nai man rei or hum relative hain apas main.
@arslan
ager aap wazifa karny ki ijaazat chaty hain tu ijaazat ha aap ko . aap ny likha nahi apna maqsad
me ye wazifa karna chahata hu azazat de please
@Faraz
ijaazat ha
Plz mujy ijazat dy
@Sundas
ijaazat ha aap ko
IJAZAT HAI FOR LOVE MARRIAGE
@AMNA PARI
jee ijaazat ha
salam can i do this?
@rabia
yes you can do
i want ijazat for this wajifa sir…
@oneeb aslam
ijaazat ha
mujhy aik larki buhat achi lagti hai me use shadi karna chahta hoon,
please mujhy koi wazifa bata den. mujhy uski maa ka nam pata nahi hai.
@M.Fazil
upar post kia wazifa kar lain aap ijaazat ha aap ko