Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.



me ye amal karne ki ijazat chahti ho plz ijazat de dein
ijazat chahiye
ijazat chahti ho
@saba n Nilofer
ijazat ha
i am waiting reply me soon plz
aOa, ik sawal yeh hai Kay agar matloob Kay mother ka naan na pata ho Aur maloom bhi nahi kiya ja sakta ho toh kya karna chaheyay?
@sannah
w.s
sirf matloob ka tasawur he kia jaye bus.
mjhe amal krne ki ijazat dy dan
@asma,
@saman
@rahim
ijazat ha
I need ijazat for this amal
respected sir please allow me to do this wazifa. Regards
assalamualaikum
molana sab apki ijazat lene ke bad maine ye wazifa shuru kar diya tha lekin akhiri ke kuch 2-3 dino main maine wazifa jis waqt padna shuru kiya tha us main takreban 15 minute ki der ho gai Muje allah par yakeen hai ke wo meri dua kabul karenge lekin kya isse dua puri hone main rukawat ayegi. Agar haan to plz muje dubara ye wazifa karne ki ijazat dein kyunki jinhe main pasand karti hu unku parents abhi tak is shadi ke liye razi nahi hue hai.Plz duaon main bhi yad rakhen.
@sheikh
walaikum salam
ok. dobara kerny ki zarorat nae.
InshAllah result mily ga
a o a
bohot bohot shukriya molana sahab allah apko yeh naik kam karne ka acha ajar de or apko lambi umar daraz kare.