Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.


Ijazat maangi thy apsay 4 wazifa.
@ayesha (aaassh)
ijaazat ha
salam main aik larky sy pyar karte hon wo b mujh sy pyar karta hae likin us k gahr waly raze nahe horahy hae or ab kahe or bat pake kar rahy hae plz aap mujy batay k kia min ya wazifa karsakte hon zara jalde bata dy
@muskan
kar sakti hain wazifa . ijaazat ha
main ijazat chahtee hoon aur mujh pa bandasht hy iss baat ka bhi haal chahtee hon plz jalde batin.. Shukriya
@Sadaf (aa)
bandish k bary ma aap email per rabta kar roohaniijaz@hotmail.com
me ye Wazifa karna chata ho ijazat de
@Asim
ijaazat ha aap ko
Assalam o alaikum
Main love marriage ke wazifa parhna chahti hon ijazat darkar hai/
@Nausheen
ijaazat ha
AOA…Mein yeh parhne ke liye ijazat chahti hoon.
@Amina (Amina)
ijaazat ha
ijazt dn kya mn ya wazefa kr ln
@maryam
kar lain
kya may na wazifa kar sakti ho ?
@W/ .I
kar lain ijaazat ha
Shah sahab can i start this wazifa??
@Shahrukh
yes permitted
Please mjy iss wazeefa ke ijazat dy jaye, because me uss sa bhot mohabbat kerta hn! aur iss me kise be kisam ka lalach ya najaiz cheez ni ha!
@Muhammad Waqas Ahmad
ijaazat ha