Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.


mujhy samaj nahi aya tha k is main ejazat laini hai ap ki mainy yah wazifa parha tha per kuch nahi hua 🙁
@b (beenis)
ijaazat ha aap dobara yeh wazifa kar lain
Ijaz bhai shuro kia hai kia complete karnay k baaad dubara yeah amal kar saktay hain jab ky dil main yeah khayal ho ky shaid koi chiz reh gai hai agar ap ki ijazat ho to
@ali (aali)
kar sakty hain
Salaam o alakum
I really need your permission to start this wazifa
Can you please permit me … I really need to do this wazifa
Can you please reply as soon as possible
Thank you
@G.b (Melo)
permitted
main kitni bar request kar chuki hoon plz ijazt dain
@B..A
aur ma aap ko 3 ya 4 baar ijaazat day chuka hon las comments main .
pls mje b ijazat dein
@jannat tanoli
ijaazat ha aap ko
Main yeh wazifa karna chata hun shadi k liye kia ijazat hay
@Tusawar (tusawa)
ijaazat ha
aoa sir, apne kaha tha k call karu jb meine apko bht dafa cal ki per ne receive hi nae karte. pata nae q? plz sir mje email ka reply karen kb se w8 kar rahi hn ap k jawab ka 🙁 or mje sy cal e bt bhi karlen. plzzzzzzzzzzzzzzzzzzz.
pllllllllllzzzzzzzzzzz mujhe ijazt de me kisi se bht pyar karti or us se shadi karna chahti
@s.a (sanam)
ijaazat ha
mujhe be ijzaat dae ais wasif ki plzzzzzzzzzzzzzzzz
@amna (amna)
ijaazat ha
I am new here… Plz ap mujhe bata sakte hen k ijazat q leni hoti hai…. Men wazeefa karne ki ijazat lOon ya phir wazeefa khatam hone k baad us kam ki ijazat lOon….???
@Mehak fatima
wazifa karny sy pehly ijaazat lyna hoti ha . ijaazat iss liye lyna hoti ha iss sy wazifa kay issar ma izafa hota ha aur jald nataij milty hain .. aap ko ijaazat ha yeh wazifa kerny ki