Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )

How To Use:

This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.
  • Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .

Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa

Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.

Similar Posts

6,092 Comments

  1. Asalamalikum …..mein apse yei pochna chahti hun k ayyiton ki takseer karna kisey kahte hein or yei kasey karte hein agar apko pata hai toh plz kindly mujhe bata dein iska matlab mera yei janna bohat zaroor hai ??

  2. aslaam walay kum.mera naam sonu hai.meri love merriage huye 7years ho gay hai.meray husband nay 3years ago money k liye kisi aur say nikaah kiya hai.unkay galay main ek taveez hai jo unki meray baad shadi huye uska.meri aur care kartay magar majboori main.woh us per bahut kya karti hai.mujhey nahi pata.woh aana chahtey magar kuch ruk say jatay woh alag hona chahtay hai us say magar uskay samnay jatay hi unki awaz bend ho jati hai.uskay samnay woh bol nahi patey main kya karo.mera 1 beta .meri aur aatay aatay ruk jatey hai .main yeh wazifa kar sakti hoo.allha hafiz

  3. asalamalikum plz agar apko takseer karne ka matlab pata hai toh mujhe bata dein plz mujhe bataey k ayyiton ki takseer kasey karte hein ?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *