Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.


main aik wazifa tahajjud k waqt karti hon qabooliat-e-dua ka jis ma, main yahi dua mangti hon. kya main yeh wazifa bhi karsakti hon sath main fajr k waqt? aur mujhay unki mother ka naam nahi pata. plz jaldi reply kijiyega.
@madiha (somad)
kar sakti hain ijaazat ha . walida ka ame nahi pata tu father kaname ya pher just jinkliyeaap wazifa kar rahi hain un kaname lain.
aur aik aur baat,,wazeefay k beech ma gap ajaye toh? theek hay ya nahi?
@madiha (somadi)
iss k liye instrustion likhi hain urdu main readit plz.
Salam, can I please have the permission to recite this wazifa? Thanks
@Zoia (Zk_2)
permitted
mane abhi parha kay amal ka kisi se zikar na kiya jaye.. kya amal k doran kisi se zikr na kiya jaye kyunki main apni dost se pahle he zikar karchuki hon.. is it ok?
@madiha (somadi)
amal ka doraan na karin
plz muj s ki ijazt dadin
@ghazala (sena_k)
ijaazat ha
muje ijazat de, niyat nikah ki hai inshallah
@salman (salman.rb)
ijaazat ha aap ko
Ye wazifa maximum kitni bar kr saktey hain? ur har bar ijazat lena ho gi? mene ye wazifa ek bar kia tha.. men dobara krney ki ijazat chahti hon..
@Hajra (hajra.ri)
apny mmaqsad kay hasool tak jari rakhaja sakta ha. ijaazat aik hi baar lyna zaroori ha
next time ijaazat kay bina hi shuro kia ja sakta ha.
mujy love marriege waly wazify ki ijazat chahiye
@soni (decentf)
ijaazat ha
AOA! sir plz mujhy is wazify ki ijazat day dyn mujhy is ki bohat zarorat hai mein bohat mosibat mein hon, ap ki bohat mehrbani ho g.
@zainab (zainylikefl)
ijaazat ha kar lain
sir maine aapse phele bhi puchi thi par koi jawab nahi aya plz aap izazat dede mai shaadi ki niyat se padna chati hu
@sana (ansari)
ijaazat ha perh lain .