Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )

How To Use:

This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.
  • Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .

Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa

Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.

Similar Posts

6,092 Comments

  1. assalam-o-alikum hazrat ji,
    hazrat ji is wazify k koi negative impacts tou nhy hoty ????or ye k agar kisi waja say 5 namaz na pori hon saky tou ???hazrat ji mai jis ko pasand karti hun wo memon hai laikn wo kehta hai usay shadi mai 4 saal lagay gay q k is ki behanen hain …mai us say bht mohabbt karti hun aur jald say jald shadi karna chahti hun laikn kuch dino say uska behaviour bohat change hogaya hai jis say mjy bht takleaf hoti hai kya mai ye wazifa parh sakti hun ????

  2. Mujhe ye poochna hay k yeh wazifa larkian regularly 21 days tak nai kr saktin due to periods iss forum p ap ne kisi ko kaha hay ke naghay k din bad main puray kr lay aur kisi ko kaha hay k dobara start karain app plz batayen ke periods ki waja say jo din reh jayen uss ka kia karain q k sari larkion ko yahee prob hoti hay n also agar clear ho jaye tu larkian soch samajh ke shuru karain takay koi ulta asar na ho

  3. mere husband kafi shaki hain aur humara nikkah hogaya hai lekin abhi rukhsati nai hui merey husband kafi shak kertay hain kia mujhey ijazat hai???plz day dayn taka mai start ker sakun aur apney sadqa bataya hai kia wo dono k naam ka nikalna hoga??

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *