Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )

How To Use:

This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.
  • Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .

Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa

Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.

Similar Posts

6,092 Comments

  1. SALAM!
    MAINA AP KO PHELA B APNA MASLA BATAYA THA MAGER KOI REPLY NHI AYA MAI AJ PHIR AP KO APNA MASLA BATAI HU MAI KISI KO PASAND KARTI HU OR AUSEA SHADI KARNA CHATI HU WO U.K MAI HAI MAI CHATI HU WO PAKISTAN JALDI WAPIS AJAI OR HMARI JADI SHADI HO JAI SB KI RAZA MANDI K7.OR ANUN KA DIL MAI MAREA LEA BUHT MOHABBAT PADA HO JAI PLZ AP MJAY KOI AYSA WAZIFA BATA DEAN JIS SEA HMARI SAHDI B HO JAI OR AUN K DIL MAI MOHABBAT B PADA HO JAI.MAI AP KI SHUKAR GUZAR HON GE AP MJAY JALDI REPLY KAREA GA MAI WA8 KARU GE AP K REPLY KA

  2. muje ik to job ke liye wazifa send karain aur ye shadi wala wazifa karne ke ijazat de . aur mere hathon se nuqsan ho raha hain pechle sal se os ke bare main koi wazifa send karain

    1. @Hajra(hajra.****@hotmail.com)
      Iss wazifa ki Ijaazat ha .r ager walida ka na’am nahi maloom tu aap us ki jagah “hazrat amma hawa” ka na’am lay lain

  3. plz mujhay bhe reply kr dain ap na ijazat to day de hai magar larkay ke mother ka nam nai pata mujhy ya wazifa must karna hai.

  4. Main ye janna chahti hon k meri mangni hui hui hai magar main kisi aur larke ko pasand karti hon aur us se shadi karna chahti hon aur is mangni ko khatam karna chahti hon to koi aesa wazifa batadain jis se allah ki rehmat se mera rishta khud khatam hojae aur main us larke se shadi karlon jis se main mohabbat karti hon. Jawab email kardain

  5. AOA…

    sir ham dono aik dosray sa buhat love krty hain masla ya k k boy ko career banana hy mja koi solid jawab ni daita abt shadi so please muja is wazeefa ki ijazat day dain…hmri mangni ya shadi hu jaye

    Regards

    Niya

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *