Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )

How To Use:

This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.
  • Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .

Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa

Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.

Similar Posts

6,092 Comments

  1. assalam o alaikum.sir main aik larke sy bohut pyar karti hun.woh b mujh sy pyar karta tha.(woh aisa kehta tha)lekin ab mujh sy baat b nahi karta.main chahti hun woh mujh sy pehle sy zyada pyar kare.aap ki ijazat ho to main ye wazifa kar sakti hun.waiting for reply.

  2. assalam o alaikum.sir main aik larke sy pyar karti hoon.woh b mujh sy pyar karta tha.lekin ab mujh sy bat b nahi karta.aap ki ijazat ho to mai ye wazifa kar sakti hun?waiting for reply

  3. me apni cosin se piyar karta hon r us se shadi karna chahta hon to ki me us k ley ye wazifa kar sakta hon.ap ki ijazat chahey

  4. Assalam-o-alaykum,

    Janab mujhe ijazat dijiye ki mein yeh wazaif pabandi se kar saku. meri hone wali shareek-e-hayat mujhe mohabbat nahi karti. Inshallah iske padne aur khilane ke baad woh mujhse mohabbat karne lage. hamari shaadi december-11 mein hai. duaon ki darkhast hai.

    Jawab ka interzar hai.

  5. assalam o alaikum.sir main aik larke sy boht pyar karti hun.aap ki ijazat chahti hun.kya main ye wazifa karsakti hun?waiting for ur reply

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *