Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.


ijazat kis say or kis baat ki li jay kal juma ha ma kal say ye amal karna chahta hu plz mjy mail kar k bataya jay
@sny
ijazat ha
Salam, main na ap ko mail ki thi par ap ka koi jawab nai aya… mujhy ap sa pochana ha ka mujhe kisi nay bataya k agar kisi keh dil mein aapke liyeh pyar nai hai aur uski zindagi mein koi aur hai ya anay kay chances hai toh kaam 100% nai ho sakta…chances sirf 47% hotay hain..ab mein confused hoo k kiya karo..kyu k jisko mei pasand karti hoon uski gf ho gai hai ab shayad…laykin mein ussay shaadi karna chahti hoon…mujhay ab details samjha deejiye ya koi aaisa strong wazifa dejiye jissay jald he asar ho jayeh
ab meri samajh nai aaraha mei kiya karoon.plzz ap mujhy rply kary keu ka main jo jo kar sakty thi main na wo wo kia ha
@IU
ager waqi insan ki tawaju kae aur hou tu pher thora mushkil zaroor hota ha laiken result pher b ata ha
aap se is wazifa ki ijazat chati hoon.plz ijazat dain.
@Gulafshan
ijazat ha
sir agar sirf dosti karni ho tou phir kaunsa wazifa parha jaye??? wazifa kisi se dosti karnay kay liye
@ameen
mukhalif jins say dosti haram ha aur gunah ha ager Quran ko is kaam k leye use kia tu Gunah e Kabeera k murtakib houn gay.
assalam o alaikum plz help me kya m ye wazaif parhny ki ijazat hy
@Alizay
walaikum salam
yes
aap ne mera comment na approve kia aur na mujhe ijaazat di 🙁 🙁 🙁 🙁
please sir please mujhe jald se jald ijaazat dain please jaisay ye aap parh lay mujhe ijaazat dain 🙁
@sherry
ijazat hai
please mujhe iss wazeefe ki ijaazat d jaiye aur please mujhe bataiye:
1) can i tell my mother i am doing this?
2) can she do it on my behalf
3) how to do 2 rakat salat u Toba
4) sadqa kaise dete hain I do not know
5) harr roz ussi waqt parhna zaruri hai jiss waqt shuru kiya tha pehle din? because prayer times differ day by day
6) and how to find out if there is jinnat or jaadu on me or him
@Fatima
1. better if u dont tel
2. no without any genuine reason
3. simple 2 rakat just neyat wil be salat o touba
4. kisi b gareeb ko khana khilana ya kuch paisy daina
5.ager time ki pabandi karain tu zeyada behter ha
6. for that u need to have istikhara or hisab
ASALAM-O-ALAIKUM..
Bhai main engage aur pehlay bhi apsay do wazeefay lay chuki hoon mujhe yeh Wazeefa krny ki ejazat dijiye plz..
Thank You
FEAMANALLAH
@sana
ijazat hai
Ijaazat hai? Please respond to my email address.
@Neda
ijazat ha
kya muja ejazat hai
@uzair
ijazat hai