Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)2. Rizq e Halal ki pabandi3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.


Wazaif ki ijazat day dein.
@Khaliq ur rehman
@Madiha
@she_be
ijazat ha
kya mujhy ye parhny ki ijazat hai?
kya mujhe ye parhny ki ijazat hai?
ijazat ha?
Aslamualikum janab.
mujay ye amal kerney ki ijazet chahye plz. Allah aap ko sehet o tandrosti ataa fermaey. ameen.
@Farrukh
walaikum salam
ijazat ha
admin pls can i du this wazifa
@Abc
yes
dear admin mai ye wazifa karna cahti hu pls mujhy ijazat day dan.mai apko duaye doon ge amin admin g mai at a time do start kar sakti hu wazifay ye ba bata day pls
thankyou
Jnab Meny app ko mail k bad dobara mail ki hy mjy asn kr dain plz
.
thanks
i know a lady she want to do this wazifa for her husband we seek permission for this wazifa plz give us today
@Mish khan
ok she can do