Istikhara Online|Free Online Istikhara

How to do Istikhara|Islamic Istikhara Method

Istikhara aur mashwary k bary may ahadees k andar bari takeed ayi ha. Jou kaam mashwary yani insanou ka apis may mil baith ker kisi b kaam k musbut ya manfi pehlu per sochna aur pher is k nateejay ko samny rakhty huwy Allah say mashwara yani Istikhara kary tu wo kabhi b na’muraad nae hou ga. InshallahIstikahary k baary may chund baatain  ju logu nay farz ker di hai un ka azala aur sahi tareeqa darj e zail ha.1)      Istikharay k leye nawafil perhny may raat ki qaid nae jub chahye perhain (mumnu waqt k elawa)2)      Istikhara khud kerna chaye is say insan ka taluq Allah Paak ki zaat e aali say jurta hai aj kal tu Istikhara k naam per karubar bun gaye hai.3)      Kisi b hadees k andar nae k Istikhara k baad khawab k andar jawab mily ga yeh tu Allah ki shaan ha wo jaisy chahye rehnamae ferma day. Chahye khawab k andar ya Dil k andar baat alqaa ker day. Khawab ka aana zarori nae.4)      Istikharay k baad ju baat dil may jum jaye aur paiwust hou jaye ya us kaam k leye halaat bunty jaye tu us ko he istikharay ka jawab samajna chaye.5)      Baaz auqaat itna time nae hota k istikhary ka mukamil amal dua k sath kia ja saky tu Shariat ka yehi hukam ha k sirf Dua e mazkoora (mukhtasir istikhara) ker lay yehi Istikhara hou jaye ga.

Istikhara kaisy kia jaye

 Sub say behtareen istakhara tu who ha ju Hadees k andar Duaya kalimaat k sath aya ha. Sub say pehly dou rakat Salat u Touba perhy baad may dou rakat Salat ul Hajatt perhy phir mazqura dua e Istikhara perhy laiken awal akhir darood e Ibrahimi 11 baar. 

Zail may chund mujarib Istikhara k aamaal hai

  • Dou rakat Salat u Touba perhy baad may dou rakat Salat ul Hajatt perhy laikin is may dounu rakat may Surah Kousar perhy is k baad 11 bar darood pher
100 dafa Ya Rasheed’o  ar’shid’ni is k baad 100 dafa Salam Muhammad ur Rasool ul Allah Salal Allah hu alaye’he wa aalay’he wa sul’lum. (S.A.W.W)
  • Awal akhir darood e Ibrahimi dermeyan may Surah Inshirah (alum Nash’rah) 9 baar perh ker seeny per dum karain. (Baqi hadayaat oper guzar chuki un per amal karain)
  • Ya Khabeer’o Akh’birni 99 bar awal akhir darood e paak 11bar. (Baqi hadayaat oper guzar chuki un per amal karain)

Similar Posts

828 Comments

  1. me government teacher hn magir salary boht km ha lekin nokari permit ha…mujhe ek aur teaching job mili ha jo meray job se hr lehaz me behtar ha magar permit nahe ha ,,,me ek waqt me ek he job kr skti hn kya mera naya job permit hojaega agar hojaega to me purana job chod donge agar naya permit nahe hoga to me purana kronge , brahe mehrbani istikhara kr k is pareshani se nijath den ,,,, shukriya

  2. Aslam o aliqum .
    Ma apni shadi ka istkhara krwana chahti hu . My name is zirwa maqsood
    Dath a birth . 1996 27 march
    Place . Pakistan gujranwala
    Time raat k 12bhjy
    Mother name naila maqsood
    Father name maqsood ahmad
    Mri shadi kis age me ho gi..
    Or kya mri shadi apnon me ho gi ya nahi.? Plz tell me

  3. Aslam.o.alikum mujhi isthkera karwna hai. Mare love marrige hai mare ghar wala nai manta hai .mera name nimra nai or walid ka name shoukat ha or larka ka name sherzaman hai or os ka abu ka name shahid hai hum dano ki lare bhot hote haai

  4. Salam.mera masla ye ha meny trsri shadi ki ha meri bv ka nam sehrish Bibi ha ek sal ho gea shadi ko olad ni ha pheli shadi ko 10 sal ho gay us men sy b olad ni ha ap istakhra kr k bataen Allah pak hamen olad se nawazy ga ya koi jadu tavezz ka chakar ha

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *