Dushman ko Zaleel kerna, To humiliate/insult your enemy

This is very effective rohani wazifa to humiliate/to insult your enemy.How to use:Read This wazifa 313 times during the Zawal time (approximately 1hour before Zohar Prayer) or you can read after Zohar prayer also.You can Read this wazifa from Saturday or from Tuesday, 3 to 11 days only. while reading imagine the enemyThis wazifa is only for those people who really suffered/disturbed badly from enemy and they want to revenge/retaliate.if you do this for any person just for insulting (without any genuine/solid reasons) so you may be a victim of punishment from Allah.You must need permission before doing this wazifa. 

Similar Posts

1,616 Comments

  1. ijaz sahab iss tarha ka amal site pe mat load kia karen. mai bi amil hun. lakin kabi kisi ko aisa ilm nai bataya.

  2. main aor mera aik cousion aik dosry ko psnd krty hain aor mery cousion k gr waly b is rishty sy khush thy lakin achanak un logon ny na bol di q k ksi aor ny un k gr walon ko zyada jahez ka lalach dya kya main ye wzefa un logon k in iradon ko nakam rny k ly prh skti hun plz tell me main bhhhht preshan hun

  3. plase mujhe is wazifa ke ijazat den ek ourat or ek admi ne hamara gena haram kr diya hai hr waqat wo hum pr bohtan lgaty rahtay hein or koi b moqa zia nai kartay jab hum ko tang na karin hum itny tung aa gay hein k ab sochtay hein k on ko mar dein ya hod mer jain place ijazat den or koi or b wazifa btain jis se hum un se jan charwa sakin

  4. Assalamualaikum

    hazart main ek company main contractor hon mera acha khasa kam chal raha tha laykinn ek admi nay sahat pershan kiya howa ha rozi roti kamana mushkil ho gai ha main us ki ziyati say tang aea choka hon muj ko es wazfay ki ijazat di jay

  5. Bohut shukriya hafiz sahab. Yeh wazifa zaroor asar kerta hai na? .. and i Cant do this wazifa for the next few days because of some reasons. So, can i do it whenever im able to? Or will i have to take permission from you again?

    1. @eman (strid****@hotmail.com )
      permission is needed only once . no need to ask again
      you can start whenever you want.

  6. mara masla ya ha ka mare bari bhabi na dost ban ka mara sath bura kya aik teraf tu wo mare dost ban ka humdarde jatate rahe or dosre teraf pora susraal ma mujha badnaam kar deyya apni teraf sa jhooti baatain pahla de mara bara ma yaha tak mashoor kar deya ka ma kala jadoo karwate ho un sub pa wo mujha susraal sa niklwana chate the uss ka liya uss na jo hurba ho sakta tha istamaal kya susraal wala mujh sa nafrat karat ha wo log mujha bura sumjhta ha ma jo bhe kho koi nahe sunta sara time wo log baith ka mujha or mara ghar waloon ko baatain karta ha ab ma yaha saudia aa gaye ho apna meyan ka pass phir bhe mare jaan nahe chor rahe mara susraal ma mashoor kae deya ha ka ma ghar ma keelan thonk ka gaye ho ess ghar ko barbaad karna chate ho ma kya karo ma na kabhi asa kuch nahe kya app batayn ma kya karo ya wazefa ke ijazat ha ya nahe plz jalde bata dain

  7. main aor mera aik cousion aik dosry ko psnd krty hain aor shadi krna chahty hain un k gr waly pehly man gy thy laikin ab unhon ny na bol di ha q k meri aik cousn ny un k gr walon ko kha k wo apni beti ki shadi un k baety sy kren ge aor jhez b zyda den ge jo hm nhe dy skty kya main apni us cousn k iradon ko nakam krny k ly ye wazifa prh skti hun agr nhe to plz mujy koi aor wazaifa bta skty hain ap…plz

    1. @N+S (niks.****@yahoo.com)
      aap “wazifa for Love Marriage” ya “wazifa for Girls Marriage” kar lain . Ijaazat ha in ki .
      Aik waqat main aik hi wazifa karin .

  8. Assalam-o-alaikum janab mujhe is ki zaroorat hai brah-e-mehrbani mujjhe ijazat den shukria
    aap ki duaon ka Talib Rashid Aqeel Siddiqui

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *